Ram Gayi Maa Mere Rom Rom Mein - Durga Bhajan

Maa Durga Bhajan
Ram Gayee Maa Mere Rom Rom Mein (x10)
Ram Gayee Maa Ram Gayee Maa (x2)
Ram Gayee Maa Mere Rom Rom Me (x2)

Meri Sanso me Ambe Ke Naam Ki Dhara Bahti
Isliye to Meri Jihva Har Samay Ye Kahti
Ram Gayee Maa Mere Rom Rom Mein (x4)
Jaha Bhi Jao Jidhar Bhi Dekho (x2)

Astabh Mata KeYe Rang Esa Jiske
Aaage Chade Aur Rang Kaise Aur Sabhi Rang Feeke Bhakto
Aur Sabhi Rang Feeke Bhakto Aur Sabhi Rang Feeke Bhakto
Aandhi Aaye Tufaan Aaya Per Naa Bharosa Naa Dola
Naam Diwaana Bhaaw Ko Jaanu Yahi Jhoom Ke Bola

Ram Gayee Maa Mere Rom Rom Me (x4)
Dukh Sukh Bhakto Dukh Sukh Bhakto Iss Jeevan Ka
Dukh Sukh Bhakto Dukh Sukh Bhakto
Iss Jeevan Ka Ek Barabar Laage
Mann Me Maa Ki Jyoti Jagi Hai

Idhar Udhar Kyu Bhaage (x3)
Sapne Me Jab Vaisno Maa Ne Adhbhut Roop Dikhaya
Masti Me Baware Ho Kar Shridhar Ne Farmaaya

Ram Gayee Maa Mere Rom Rom Mein (x4)
Mann Chaahe Ab Mann Chaahe Ab
Maa Ke Dar Ka Mai Sevak Banjaau
Maa Ke Bhakto Ki Seva Me Saari Umar Bitaau
Saari Umar Bitaau Bhakto Saari Umar Bitaau Bhakto
Chhinna Mastika Chinta Harni Nainan Beech Samayi
Mastana Ho Bhai Daas Ne Ye Hi Rat Lagaai

Ram Gayee Maa Mere Rom Rom Mein (x4)
Ram Gayee Maa Ram Gayee Maa
Ram Gayee Maa Mere Rom Rom Mein (x2)

Meri Sanso me Ambe Ke Naam Ki Dhara Bahti
Isliye to Meri Jihva Har Samay Ye Kahti
Ram Gayee Maa Mere Rom Rom Mein (x7)