Shiv Shnakar Ko Jisne Puja - Shiva Bhajan

Shiva Bhajans
Shiv Shankar Ko Jisne Puja, Uska Hi Udhar Hua

Ant Kaal Ko Bhavsagar Mein, Uska Beda Paar Hua
Bhole Shankar Ki Puja Karo
Dhaale Charano Mein Iske Dharo

Har Har Mahadev Shiv Shambo – 4

Damru Wala Hai Jag Mein Dayalu Bada
Din Dukhiyo Ka Data Jagat Ka Pita
Damru Wala Hai Jag Mein Dayalu Bada
Din Dukhiyo Ka Data Jagat Ka Pita

Sab Pe Karta Hai Yeh Bhola Shankar Daya
Sab Ko Deta Hai Yeh Aashara
Sab Ko Deta Hai Yeh Aashara

In Pawan Charno Mein Arpan Aakar Jo Ek Baar Hua
Ant Kaal Ko Bhavsagar Mein Uska Beda Paar Hua

Om Namah Shivay Namo
Om Namah Shivay Namo

Har Har Mahadev Shiv Shambo – 4

Naam Uncha Hai Sabse Mahadev Ka
Vandana Iski Karte Hain Sab Devta
Naam Uncha Hai Sabse Mahadev Ka
Vandana Iski Karte Hain Sab Devta

Iski Puja Se Vardaan Paate Hain Sab
Shakti Ka Daan Paate Hain Sab
Shakti Ka Daan Paate Hain Sab

Naag Asur Prani Sab Par Hi Bhole Ka Upkar Hua