Meri Lagi Shyam Sang Preet - Krishna Bhajan

Krishna Bhajans
Meri Lagi Shyam Sang Preet
Duniya Kya Jaane
Mujhe Mil Gaya Man Ka Meet
Duniya Kya Jaane

Meri Lagi Shyam Sang Preet
Duniya Kya Jaane
Mujhe Mil Gaya Man Ka Meet
Duniya Kya Jaane
Kya Jane Koi Kya Jane
Kya Jane Koi Kya Jane
Meri Lagi Shyam Sang Preet
Duniya Kya Jaane
Mujhe Mil Gaya Man Ka Meet
Duniya Kya Jaane
Kya Jane Koi Kya Jane
Kya Jane Koi Kya Jane

Meri Lagi Shyam Sang Preet
Duniya Kya Jaane

Chhavi Lakhi Maine Shyam Ki Jab Se
Bhai Bawari Mai To Tab Se
Bandhi Prem Ki Dor Mohan Se
Nata Toda Maine Jag Se

Ye Kaisi Pagal Preet
Dunia Kya Jane
Ye Kaisi Nigodi Preet
Dunia Kya Jane
Kya Jane Koi Kya Jane
Kya Jane Koi Kya Jane

Meri Lagi Shyam Sang Preet
Duniya Kya Jaane
Mujhe Mil Gaya Man Ka Meet
Duniya Kya Jaane

Mohan Ki Sundar Suratiya
Man Mein Mein Bas Gai Mohani Muratiya
Log Kahen Mai Bhai Baawariya
Jab Se Odhi Shyam Chunariya
Lo Maine Chhodi Jag Ki Reet Duniya Kya Jaane
Mujhe Mil Gaya Man Ka Meet Duniya Kya Jaane

Kya Jane Koi Kya Jane
Kya Jane Koi Kya Jane

Meri Lagi Shyam Sang Preet Ki
Duniya Kya Jaane

Har Dam Ab To Rahun Mastaani
Lok Laaj Ki Reet Sirani
Rup Rashi Ang Gang Samaani
Heart Heart Rahun Deewani
Mai To Gaaun Khushi Ke Geet Duniyan Kya Jaane

Kya Jane Koi Kya Jane
Kya Jane Koi Kya Jane

Meri Lagi Shyam Sang Preet Ki
Duniya Kya Jaane

Mohan Ne Aisi Banshi Bajaai
Sab Ne Apani Shud Bisaraai
Gop Gopiya Bhaagi Aai
Lok Laaj Kuchh Kaam Na Aai
Ye Aaj Utha Sandesh Ye Duniya Kya Jaane

Kya Jane Koi Kya Jane
Kya Jane Koi Kya Jane
Meri Lagi Shyam Sang Preet Ki
Duniya Kya Jaane

Bhool Gai Kahin Aana Jaana
Jag Saara Lage Begana
Ab To Kewal Shyam Ko Pana
Rooth Jaaye To Unhe Manana
Ab Hogi Pyar Ki Jeet Ye Duniya Kya Jaane

Kya Jane Koi Kya Jane
Kya Jane Koi Kya Jane
Meri Lagi Shyam Sang Preet Ki
Duniya Kya Jaane