Mujhe Maaf Karna Om Sai Ram - Sai Bhajan

Sai Baba Bhajans
Wo Bachche Duniya Mein Khush Naseeb Hote Hain
Jo Mummy Daddy Ke Karib Hote Hai
O.. O…
Mujhe Maaf Karna Om Sai Ram X 3
Tujhse Se Pehle Loonga Mummy Daddy Ka Naam
Tujhse Se Pehle Loonga Mummy Daddy Ka Naam
[Mujhe Maaf Karna Om Sai Ram] X 2
Tujhse Se Pehle Loongi Mummy Daddy Ka Naam
Tujhse Se Pehle Loongi Mummy Daddy Ka Naam

Jinhein Mummy Daddy Ka Pyaar Nahi Milta
Unhein Khushiyon Ka Sansar Nahi Milta
Kabhi Bhi Hamein Na Yun Majboor Karna
Mummy Daddy Se Na Hamein Door Karna
Hum To Bade Hote Hain Inki Ugali Thaam
Mujhe Maaf Karna Om Sai Ram X 3
Tujhse Se Pehle Loongi Mummy Daddy Ka Naam
Tujhse Se Pehle Loongi Mummy Daddy Ka Naam

Daddy Bina Kaun Chocolate Laayega
Mummy Bina Kaun Lori Sunayega
Daddy Ki Yaad Mujhe Pal-Pal Sataati Hai
Mummy Se Door Hoke Aankh Bhar Aati Hai
Inke Saath Rehna Hai Hamein Subah Shaam
Mujhe Maaf Karna Hu Hu Hu On Sai…

O… O…
[Mujhe Maaf Karna Om Sai Ram] X 2
Tujhse Se Pehle Loongi Apne Bachchon Ka Naam
Tujhse Se Pehle Loongi Apne Bachchon Ka Naam

O… O…
Mujhe Maaf Karna Om Sai Ram X 2
Tujhse Se Pehle Loonga Apne Bachchon Ka Naam
Tujhse Se Pehle Loonga Apne Bachchon Ka Naam