Shyam Sapno Main Aata Kyon Nahi - Krishna Bhajan

Krishna Bhajans
Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin
Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin – (X4)

Pyaari Surat Dikhata Kyon Nahi

Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin
Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin

Mera Dil To Diwaana Ho Gaya
Mera Dil To Diwaana Ho Gaya

Mera Dil To Diwaana Ho Gaya
Mera Dil To Diwaana Ho Gaya

Mujhe Surat Dikhata Kyon Nahi

Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin
Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin

Mere Nayano Me Surat Shyam Ki
Mere Nayano Me Surat Shyam Ki – (X2)

Mujhe Dil Se Lagata Kyon Nahi

Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin
Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin

Sadiyo Se Bhatak Raha Darr Darr Perr
Sadiyo Se Bhatak Raha Darr Darr Perr – (X2)

Mujhe Darr Per Bulaata Kyon Nahi

Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin
Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin

Tere Pyaar Ka Aadha Pagal Hu
Tere Pyaar Ka Aadha Pagal Hu – (X2)

Poora Pagal Banata Kyon Nahi

Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin
Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin – (X3)

Pyaari Surat Dikhata Kyon Nahi
Pyaari Surat Dikhata Kyon Nahi

Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin
Shyam Sapno Mein Aata Kyon Nahin