Yashomati Maiya Se Bole Nandlala - Krishna Bhajan

Krishna Bhajans
Yashomati Maiya Se Bole Nandlala
Yashomati Maiya Se Bole Nandlala
Radha Kyon Gori……………
Yashomati Maiya Se Bole Nandlala
Radha Kyon Gori Main Kyon Kala
Radha Kyon Gori Main Kyon Kala

Boli Muskaati Maiya Lalan Ko Bataya
Boli Muskaati Maiya Lalan Ko Bataya
Kaari Andhiyari Aadhi Raat Mein Tu Aaya
Ladla Kanhiya Mera Ho
Ladla Kanhiya Mera Kali Kamli Wala
Isiliye Kala

Yashomati Maiya Se Bole Nandlala
Radha Kyon Gori Main Kyon Kala
Radha Kyon Gori Main Kyon Kala

Boli Muskaati Maiya Sun Mere Pyare
Boli Muskaati Maiya Sun Mere Pyare
Gori Gori Radhika Ke Nain Kajraare
Kaale Nainon Waali Ne Ho…..
Kaale Nainon Waali Ne Aisa Jaadu Dala
Isiliye Kala

Yashomati Maiya Se Bole Nandlala
Radha Kyon Gori Main Kyon Kala
Radha Kyon Gori Main Kyon Kala

Itne Mein Radha Pyaari Aai Ithlaati
Itne Mein Radha Pyaari Aai Ithlaati
Maine Na Jaadu Dala Boli Balkhaati
Maiya Kanhaiya Tera Ho
Maiya Kanhaiya Tera Jag Se Nirala
Isiliye Kala

Yashomati Maiya Se Bole Nandlala
Radha Kyon Gori Main Kyon Kala
Radha Kyon Gori Main Kyon Kala

Yashomati Maiya Se Bole Nandlala
Radha Kyon Gori Main Kyon Kala
Radha Kyon Gori Main Kyon Kala