Satyam Shivam Sundaram - Shiva Bhajan

Shiva Bhajans
Ishvar Satya Hai, Satya Hi Shiv Hai
Shiv Hi Sundar Hai, Jaago Uth Kar Dekho
Jiivan Jyot Ujagar Hai

Ishvar Satya Hai, Satya Hi Shiv Hai
Shiv Hi Sundar Hai, Jaago Uth Kar Dekho
Jiivan Jyot Ujagar Hai

Satyam Shivam Sundaram – 6
Sundaram Aaaaa…
Ishvar Satya Hai
Satya Hi Shiv Hai
Shiv Hi Sundar Hai Aaa Aa
Satyam Shivam Sundaram – 4

Raam Avadh Mein, Kashii Mein Shiv
Kanha Vrindavan Mein
Daya Karo Prabhu Dekhu Inko – 2
Har Ghar Ke Aangan Mein
Radha Mohan Sharanam
Satyam Shivam Sundaram – 2

Aaaa..Aa..Ek Surya Hai, Ek Gagan Hai
Ek Hi Dhartii Mata
Daya Karo Prabhu Ek Bane Sab – 2
Sab Ka Ek Se Nata
Radha Mohan Sharanam
Satyam Shivam Sundaram – 2

Ishvar Satya Hai
Satya Hi Shiv Hai
Shiv Hi Sundar Hai Aaa… Aa..
Satyam Shivam Sundaram – 4