Koi Kahe Govind Koi Gopala
Mai To Kahu Sanwariya Bansuriwala
Koi Kahe Govind Koi Gopala
Mai To Kahu Sanwariya Bansuriwala
Radha Ne Shyam Kaha Meera Ne Girdhar
Krishna Ne Krishna Kaha Upja Ne Natwar
Gwalo Ne Tumko Pukara Gopala
Mai To Kahu Sanwariya Bansuriwala
Govinda Gopala
Govinda Gopala
Maiya To Kahti Hai Sun O Kanhaiya
Ghanshyam Kahte Hai Balram Bhaiya
Surda Ki Aankho Ke Tum Ho Ujala
Mai To Kahu Sanwariya Bansuriwala
Govinda Gopala
Govinda Gopala
Bishma Ji Ke Banware Arjun Ke Mohan
Chhaliya Bhi Kahkarke Bola Duryodhan
Kansh To Kahta Hai Jal Kar Ke Kala
Mai To Kahu Sanwariya Bansuriwala
Govinda Gopala
Govinda Gopala
Achyut Yudhistar Ke Udho Ke Madhav
Bhakto Ke Bhagwan Santo Keshav
Gwaliniya Kahe Tumko Nandlala
Mai To Kahu Sanwariya Bansuriwala
Govinda Gopala
Govinda Gopala
Koi Kahe Govind Koi Gopala
Mai To Kahu Sanwariya Bansuriwala
Koi Kahe Govind Koi Gopala
Mai To Kahu Sanwariya Bansuriwala
Koi Kahe Govind Koi Gopala
Mai To Kahu Sanwariya Bansuriwala